Like Us On Facebook

LightBlog

Breaking

Saturday 21 January 2017

Slide app se free recharge kaise kare


Posted By: 🕴Bharat Singh |🏷In:internet,make money online |⌚Last Update:4-12-2017

Slide app se free recharge kaise kare – Hello dosto, aaj hum janenge ki kaise ek anroid app sefree rechargekamate hai wo bhi bina kisi jyada mehnat ke.Slide naam ke ek android app se hum free recharge kama sakte hai wo bhi sirf apnemobile phone ki screen ko unlock karke. Yani jitni baar aap apne phone ki screen ko unloack karoge aapko kuch paise milenge. Iske alawa agar aapke friend aapki invitation link se slide app ko download karenge to aapko 5 rupee turant mil jayenge aur aapke friend ko bhi5 rupee milenge. jitne bhi log aapke invitation link se download karenge un sab ko 5 rupee milenge aur aapko bhi harbaar milenge.Slide app kaise kaam karti haiYe app chalana bahut hi easy hai aur Aapko 100%free rechargemilega. Slide app aapke mobile par kuch article dikhati hai jise aap chahe to pad sakte hai aur agar aap nahi padhna chahte to mobile unlock kar dijiye. Har baar jab bhi aap mobile unlock karenge to aapko slide appke article dikhenge aur har baar unlock karne par kuch paise milenge. ab jante hai kaise app ko install kare?

sabse pehele aapko is slide app ke https://42.slde.io/3ee5146bjakar is app ko download karna hai (is link se download karne baad aapke account main 5 rupay ad ho jaayenge
Download karne ke baad Join Slide par click kare.*.
Ab apna Mobile number aur email id enter kare aur join kare.*.
4 digit ka confirmation code enter kare.*.
aapke account me 5 rupee add ho jayenge

Slide App Ko Use Kaise Kare

Is screen ki tarah aapke mobile screen par kuch ads dikhai denge. Hume sirf white round button ko unlock ki taraf swipe karna hai aur hamare account me 5 paise add ho jayenge. Aur agar hum page ko upar scroll karenge to paise bhi badhte jayenge. adhiktak hum 15 paise ek baar me kama sakte hai. Slide me unlock karne par 5 paise, 10 paise aur 15 paise milte hai.

Slide App Se Recharge Kaise Karne

Ek baar aapke account 50 rupees se jyada ho gaya to aap is cash se apna mobile recharge kar sakte hai. 50 rupees se kam ka recharge nahi ho sakta hai. Isliye minimum 50 rupees aapke accountme hona chahiye
Slide app ke balance se mobile number recharge karne ke liye “Get Reward” par click kare.
Get reward par click karne ke baad aapko 4 option dikhai denge.
1.Mobile Top-up
2.Redeem at Paytm wallet
3.Redeem at MobiKwik wallet
4.Donate your reward

Mobile Top-Up

Is option se aap koi sa bhi mobile numberrecharge kar sakte hai. Mobile number recharge karne ke liye yeh follow kare.
*.Apna ya kisi aur ka mobile number recharge karne ke liyeMobile Top-upkaoption select kare.
*.Fir Prepaid ya Podtpaid select kare.*.Ab apna mobile number operator selectkare.
*.Amount select kare.
*.Redeem now par click kar de.
*.Aapka recharge kuch hi der me aapka number recharge ho jayega.

Recharge at Paytm Wallet

Ab aap apne slide app ke amount ko paytm wallet me bhi transfer kar sakte hai. Pehle yeh suvidha slide me nahi thi. Slide me mobile recharge karne ki kuch limit hai, jaise 50 aur 100 ke alawa hum 30 ya 20 ka recharge nahi kar pate hai. Lekin ek bar paise paytm wallet me transfer ho jane ke baad aap 1 rupye ya 11 rupye ka recharge bhi kar payenge
Paymt wallet me paise transfer karne ke liye yeh process follow kare.
*.Sabse pehle Paytm par click kare.
*.Aapke mobile number jo ki pehle se Slide me registered hai show hoga.
*.Ab amount select kare.
*.Aur firDonekar de.

Note –Slide app par registered aapke mobile number Paytm par bhi registered hone chahiye. Aap jis number par slide se paise bhej rahe hai wo number paytm se jude hona jaruri hai. Agar aisa nahi haito paisetransfer hi nahihonge. Agar aapne paytm par abhi tak account nahi banaya hai to slide app me jo mobile number hai usi se paytm par bhi account bana le.Slide se paise paytm wallet me pahunchne me 24 hours tak lag sakte hai.

Redeem at Mobikwik Wallet

Paytm wallet ki hi tarah aap MobiKwik par apna balance transfer kar sakte hai. MobiKwik par paise bhejne ke liye Mobikwik account ka email enter kare. Fir amount select kare aur Done kar de. Isme bhi paise transfer hone me 24 hours se 48 hours tak ka time lag sakta hai.

Donet Your Reward

Aap chahe to apna Slide ka paise donate bhi kar sakte hai. Reward donate karne ke liye “Donat your reward” par click kare. Charity ko select kare, fir amount select kare aur “Donat” kar de. Slide aapke donate kiye hue paise ko har month ke end me charity ko transfer kar degi.
Aapko ye post kaisi lagi us baare me apnicomment jarur likhe aur apne dosto se facebook par post ko share jarur kare. aap jitne jyada friends apne link se jodenge aapko utna hi fayda hoga.

Tags- Slide app se free recharge, free slide app download, slide app se kaise free balance kamaye, slide app payment prof, slide app recharge trick,

No comments:

Post a Comment