kya aap jaana chahate hai blog page kaise banaate hai,blog mein page kaise add karte hai,aaj hum aapke liye ye article laaye hai. jisse aap jaan sake ki blog page kaise banaate hai tatha blog mein add kaise karte hai. kai saare new blogger ko nahi pata hota ki blog page kaise banaate hai. koi baat nahi aap iss post ko aage tak padte rahiye i hope aap iss article ko padne ke baad aap jaan jaayenge ki blog mein page kaise banaate hai. or blog page ko add kaise karte hai. to chaliye dosto ab jaan lete hai blog page kaise banaate hai. tatha ise add kaise karte hai.
Create Page
Blog Page Kaise Create Karte Hai ?
Posted By: 🕴Bharat Singh |🏷In:Information,Domain |⌚Last Update: 12 -07 -2018
mein aapko bata du ki blog page banana koi muskil ka kaam nahi hai. isse banana kaafi easy hai. koi bhi new blogger ise asaani se bana sakte hai. aap bhi ise bina kisi dikkat ke bana sakte ho.
mein aasa karta hu ki aapko iss article ko padne ke baad apne blog ke liye page banana sikh jaayenge. jisse aapke blog ko accha khase traffic mil sake ji ha dosto blog mein page add karne se blog ka traffic bhi increse hota hai or page add karne se google bhi ise kaafi pasand karta hai.
aapne blog banaaya hai to usmain blog page hona bohut jaruri hai.isse aapka blog dekhne mein bhi accha lagta hai. or user ise kaafi pasand karte hai. saath hi aapko isse organic traffic milega.aap niche diye step ko follow kar apne blog ke liye page bana skate ho.
Bogger
Step 1 sabse pehele aapko blogger ki website par jana hai.or usmain sign in karna hai
Create Page
Step 2 yaha aapko Page par click karna hai fir New Page par click karna hai
Publish
Step 3 idhar aapko apne blog ka Title choose karna hai. niche page ke baare mein likhna hai. dono kar acchi tarah karne ke baad Publish par click kar dena hai.
bus aako inhi 3 step ko follow kar apna page create karna hai. i hope aap jaan hi chuke honge ki blog page kaise banaate hai. aapne page to create kar liye lekin ek kaam or hai blog ko page mein add karna hai.wo kaise karte hai. iske liye aap niche article ko padiye.
Blog Page Ko Add Kaise Kare ?
Page
Step 1 sabse pehele aapko Page par click karna hai. fir jo aapne page create kiya tha uske niche View par clik karna hai
Copy Page URL
Step 2 ek new window open hogi usmain aapko page ke URL ko copy karna hai.
Layout
Step 3 fir se aap blog ke dashboard pe jaaiye or Layout par click kiziye
Menu
Step 4 idhar aapko Menu par click karna hai,yaha aapko do jiz karni hai
1 aapko apne blog page ka Title daalna hai.
2 yaha aapko copy kiya huya URL paste karna hai.
3 fir aapko Add Link par click karke Save ke button par click karna hai
istarha aapka blog page blog mein Add ho jaayega. mere ko lagta hai aap samjh hi gaye honge. blog page kasie banaate hai. or ise blog mein kaise add karte hai.
agar aapko ye article pasand aaya ho to ise social media share kare jisse or koi bhi blog page banaane ke baare mein jaan sake
Please Share:

No comments:
Post a Comment