Apne pc ya laptop se connect wifi ka password kaise dekhe
Posted By: 🕴Bharat Singh |🏷In:internet,make money online |⌚Last Update:4-12-2017
Hello Friends, aaj ki post main aapko batane wala hu ki kaise aap apne wifi ka connect password dekhte hai pc main dosto connect password kyu dekhe iski kya jarurat hai. kai baar kya hota aap apne wifi ka password bhul jaate hai or aapka router ka password change nahi kar paate uske liye aapko pehele password dena hota hai. chaliye dosto jada samay na gawaate huye suru karte hai.
Sabse pehela step: apne pc main window press karke search box jaayo. waha CMD search karo
Dushre step: main aapko command prompt pe mouse ke right button pe click karna hai. fir Run An Administer pe click karna hai.
Tishre step: main aapko cmd main dakhil hone ke baad ek code search karna hai woh yeh hai.
Code: (netsh wlan show profiles) code search karte hi aapke pc jitne bhi wifi aa rahe honge sab dikh jaayege unmain aapka connect wifi bhi aa raha hoga.
fourth step: main aapko fir search karna netsh wlan show profiles ______ key=clear
jo khaali jagah dikh rahi waha apne wifi ka naam likhna hai.
ab aapko apne wifi ka password dikh jaayega aapko ye post kaisi lagi post se related jo bhi baate hai aap hume be jizag comment kar sakte hai.
Apne pc/laptop se connect eifi ka password kaise dekhe
THANK YOU EVERYONE:

No comments:
Post a Comment